फ़ोन में पानी चला जाये तो क्या करे क्या न करे!!


                Mobile me pani chala jaye to kya kare.




Hello dosto me vivek jha aaj aapko btaunga phone agar aapka pani me gir jaye to kya kare 

Agar phone kharab ho gya hai ya on nhi ho rha hai to us sthiti me kya kare jisse aapka phone on ho jaye


फ़ोन में पानी चला जाये तो क्या करे क्या न करे!!
mobile me pani chala jaye to kya kare


Dosto hmare kisi galti ke vajah se phone pani me gir jata hai ya phone me pani chala jata hai to hamme se bahut se log ye sochte hai ki phone puri tarah se kharab ho gya hai.


Lekin dosto aesa bilkul nhi hai.
   Aur log phone ko pani me gir jane ke baad kuch chhoti chhoti galatiyan kar bethte hai jiske vajah se phone puri tarah se kharab ho jata hai.
To aesi kon si galtiya hai jo log krte hai wo aap bilkul bhi nhi kare wo aaj ham aapko btayenge aur agar phone pani me gir jaye to use thik kese kare
Ham aapko step by step btayenge aap usko follow kijiyega to aapka phone sahi ho jayega.
4 step me





1.switch off-
    Phone pani me girne ke baad sabse pahle phone ka switch off kar de
Aksar log phone ko jabardasti on karne lagte hai jiske vajah se uska phone hmesha ke liye phone short sercit ho jata hai aur esi vajah se phone puri tarah se kharab ho jata hai.
Kyuki phone ak electronic divaes hai agar iske andar pani chla jaye aur aap isko jabardasti on karne ki koshis krenge to  phone short sercit ho sakta hai.


2.Phone ko off karne ke baad phone ki bettery,sim card,memory card ko phone se remove kar de agar aapke phone me bettery non-removal ho to phone ko switch off karke sim card,memory card ko remove karke phone ko sukhne ke liye chhor de.


3.apne phone ko hair-drayers se sukhane ki kosis kare kyuki isse aapke phone ke anadar ki pani jaldi nikal jayegi aur phone jaldi sukh jayega.


4.agar aapke pas hair-drayers nahi hai to koi baat nahi aap apne phone ko bettery sim memory remove karne ke baad kachche chaval  ke andar rakh de
Isse kachcha chaval aapke phone ki pani ko puri tarah se sonkh lega.
Isliye kam se kam 8-10 hours ke liye phone ko kachhe chaval me rahane de
Uske baad mobile me battery lagaye isse aapka phone 90% chance hai sahi ho jayega.


Dosto agar ye post aapko achcha lage to comment,share jarur kare

Agar aapka koi bhi questions ho to comment box me jarur puche me aapki har questions ka answer jarur dunga..
फ़ोन में पानी चला जाये तो क्या करे क्या न करे!! फ़ोन में पानी चला जाये तो क्या करे क्या न करे!! Reviewed by babajitech on 4:05 AM Rating: 5

1 comment:

Powered by Blogger.